Monday, November 2, 2009

Kitabon se kuchh Sher

janta hun gar hain sapne khushiya adhuri hain,
jindgi jine ke liye khuch galatphamiyna jaruri hain

aparsidh rehne mein mein kitna aaram hai ,
aapni subha aur apni hi shayam hai,

konse mahurat mein din nikalta hai,
shyam tak bachara hath malta hai,

dostoin ne jise duboya ho ,vo jara der se sambhalta hai,
hamne bono ki jeb mein dekhi ,nam jis chis ka saphalta hai,

tan badalti thi aatma pehle ,
aajkal tan use badalta hai,

ek dhage ka sath dene ko ,mom ka rom rom phinghalta hai ,
khana milaga dost aisa, jo dost ke sath jalta hai ,

kehte the phalon ka paer hi jhukta hai,phir do - char sukh uthane ko ,aadmi kyon bar bar phisalta hai,

yad aate hain sher rahi ke,
dard dil ka jab shayri mein dhaltata hai,
"Rahi KO SamJhay Kon Se"

No comments:

Post a Comment