Monday, November 2, 2009

Kitabon se kuchh Sher 1

hawa garm puija garam dayar bhi garam garam ,
mein pi reha huin chay se ye zindgi garam garam,

gamoin ki sard rotion ke sath chay ki tarah,
kam se kam paros de teri hansi garam garam

tha dekhne mein youn to tha sard shabni badan magar,
mein chune jab gaya use to vo aag thi garam garam,

ye phul sulagti dhop par khuch is tarah se hai phida,
ki chahta hai rat ko bhi chandni garam- garam,
" Dubla patla chad se"

No comments:

Post a Comment