Tuesday, June 30, 2009

KYA KEHNE

Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,Pagal hain vo log jo kehte hain ki,Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!
********************************************
Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tumwaqt-bewaqt aaye vo fever ho tumDoob kar jisme marr jaoo vo River ho tumMere jeevan mein ab to forever ho tum…
********************************************
Shaam hote hi ye Dil udaas hota haiToote khwaboo ke siwa kuch na pass hota haiTumahri yaad aise waqt bohat aati haiBandar jab koi aas-paas hota hai..

Monday, June 29, 2009

लिस्ट शेरों की

Pyaar Ise Kehte HainJawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,Ek Dhoka hain Jise hum sab “PYAAR” kehte hain !

Mohabbat ki चिता

Dil tod diya ab chitha bhi jala dena,Kafan na ho to dupatta odha dena,Koi puche rog kya tha toh nazar jukhakar“Mohabbat” bata dena!

Ai mere kadardan, Dost meri Jaan,Tum hamesha rahoge hattekhatte nawjawankyounki…। Khuda meherbaan toGadha PAHELWAAN…॥


1st gadha-yaar mein jis dhobi ke ghar kaam karta hu vo mujhe bahut marta hai.2nd gadha-tu ghar chor kar bhaag kyo nahi jata.1st gadha-kya batau yaar dhobi ki ek bahut sunder ladki hai.vo jab bhi shararat karti hai to dhobi kehta hai ki teri shadi kisi gadhe se kar dunga.bas yeh soch kar ruka hua hu




kabhi hosla bhi azmana chahiye,bure waqt me muskurana bhi chahiye,chahe kitni bhoi thand pade hafte meek baar to nahana chahiye


Haath mein takat hai to Tajmahal ko hila kar dekh…Warna॥Aa baith ke do peg whiskey maar aurTajmahal ko hilta hua dekh…

wah re gandhi kaise chali teri andhi ,wah re gandhi kaise chali teri अंधी aaya tha longot main pahoonchgay paanch soo ki note main।


Andheri sadak,sunsan kabristan,sooni haveli,kala asmaan,rat hogai soja shaitan॥
Tum door sahi majboor sahi,par yaad tumhari aati hai,Jab saans wahan parleti ho toh badboo yahaan par aati hai.

teri julf hai ya raat ka andhera,teri julf hai ya raat ka andhera,ho ja GANJI kar de sawera


Durakht ke paymane pe chilmanE husn ka furkat se sharmana... Durakht ke paymane pe chilmanE husn ka furkat se sharmana…Ye line samajh me aaye to mujhe zaroor batana

Gunghat Mein Tujhe Dekha To Deewanna Hua,Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua,Masti Ka mastaana Hua,Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua

Dil k dard ko zuba par laate nahi,hum apni aankhon se ansu bahate nahi,Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho, ??hum DETTOL k siva kuch laagate nahi।

Khuda

Khuda Hi KhudaIdhar khuda hai, udar khuda hai,Jidar dekho udar khuda hai,idhar-udhar bus khuda hi khuda haijidhar nahi khuda hai….udhar kal khudega!

Musti

Pyar to hamko bhi karna tha,lekin baat khas hui nahi,tajmahal to hamko bhi banwana tha,lekin afsoss ki loan pass hui nahi…..!!!