Sunday, December 13, 2009

khuda ka kamal

shayad kuda badi fursat me hoga ,
jab usne tujhe banaya hoga,

Pehle chand se banva hoga chhera tera,
phir usme sajai hogi maykhano si ankhe,

lagakar gulab ki pankhudiyon se honth chehre par,
usne lagai ghataon si julphen,

phir banaya kamdev ki rati ke sa tera badan,
phir dali hogi usme sansen,

phir bhej diya meri banakar dharti par,
lagakar tera naam mere naam ke age,

bas yahin aker kuhda thoda pachtaya hoga,
jab usne tujhe banaya hoga.

Tuesday, December 8, 2009

Tera jahan

tera jahna bada hai ,tamam hogi jagha.
use mein thodi jagah meri mukrar kar de,
mein inte gare ka ghar nahin chahta ,
mere naam mohbbat ka ghar kar de.

Kavita

jab likhne laga pehli kavita meri,
yad aa gai mujhe teri,
bas.. yahi ek khata ho gai,
tera naam likhte hi kalam tham gai,
ye bhi shayad meri tarha teri diwani ho gai,
or pehli kavita meri ,tere naam se shuru hoker,
tere naam par khatam ho gai.

Nasha

Nasha chadta hai teri tasvir dekhkar,
jab samne aaogi,kudha jane kya hoga.

Tuesday, December 1, 2009

maa

Yad maa ki aa gai ,
jab dekha mombatiko jalte hue.,

Jamana

vafa bhele namile jamane mein,
bura kya he thoda pherab khane mein,
unhi ke hise mein patjad ke sil - sile aaye ,
jo age rehe the bahar lane mein.

Safar

kabhi panve ke chalon ki sikayat ki hai,
manjil koi to dikhao saphar baki hai.

man ki kar

ek depha himmat juta or apne man ki kar gujar,
char din charche rehenge or kya ho jayga.